Kamal Shayari
  • Home
  • English Shayari
  • Hindi Shayari
  • Punjabi Shayari
  • Urdu Shayari
  • Islamic Shayari
  • Love Shayari
  • Bewafa Shayari
  • Home
  • English Shayari
  • Hindi Shayari
  • Punjabi Shayari
  • Urdu Shayari
  • Islamic Shayari
  • Love Shayari
  • Bewafa Shayari
Kamal Shayari
No Result
View All Result
Home Shayari

Dosti Shayari in Urdu – Friendship Dosti Shayari & Dosti Shayari in Hindi

Kamal Shayari by Kamal Shayari
March 31, 2022
in Shayari
1
Dosti Shayari In Hindi
0
SHARES
1
VIEWS
Share on FacebookShare on Twitter

Famous Dosti Shayari

Recommended Post

Baat Nahi Karne Ki Shayari in Hindi – Urdu & English Shayari

Shayari To Impress A Girl – Most Romantic Love Shayari To Impress a Girl

Dosti Shayari – Friendship Dosti Shayari English & Love Dosti Shayari

Hi viewers, we have the latest collection of famous (दोस्ती शायरी) dosti shayari in Urdu. If you are a poetry lover then you can use this dosti sad shayari in Hindi to express your feelings with the help of this beautiful shayari your friends. We have collected this friendship shayari in English from different books and online sources.

If you like any of the below friendship dosti shayari in Urdu, then you can copy or download it.

Also Read: Dosti Shayari in Urdu – Top 10 Best Dosti Poetry in Urdu 2 Line

Friendship Dosti Shayari in Urdu – Dosti Sad Shayari in Hindi – दोस्ती उदास शायरी

“Hazaron Mehfilen Hain Lakho Mely Hain

Par Jahan Tum Nahi Wahan Hum Akely Hain”


“हजारों त्यौहार हैं, लाखों त्यौहार हैं”

लेकिन जहां तुम नहीं हो, हम अकेले हैं।”


ہزاروں محفلیں ہیں لاکھوں میلے ہیں

پر جہاں تُم نہیں وہاں ہم اکیلے ہیں


“Dunia Main Do Char Cheezen Kabhi Nahi Bikti

Ek Dosti Aur Dosra Sacha Piyar”


“दो चीजें दुनिया में कभी नहीं बिकती

एक दोस्ती और दूसरा सच्चा प्यार”


دُنیا میں دو چیزیں کبھی نہیں بکتی

ایک دوستی اور دوسرا سچا پیار


“Doston Ki Zaban Ko Khulny Do

Bhool Jao Gay Zakham Khanjar Kay”


दोस्तों की जुबान खुलने दो

खंजर का जख्म भूल जाएगा


دوستوں کی زباں کو کھلنے دو

بھول جاو گے زخم خنجر کے


“Wo Mera Dost Bhi Hai Aur Dushman Bhi

Wohe Mera Dil Bhi Hai Or Dharkan Bhi”


वह मेरा दोस्त और मेरा दुश्मन दोनों है

वह मेरा दिल और मेरी धड़कन है।


وہ میرا دوست بھی ہے اور دُشمن بھی

وہی میرا دل بھی ہے اور دھڑکن بھی


“Dost Bhi Milty Hain Mehfil Bhi Jami Rehti Hai

Ik Tum Nahi Hoty To Har Shay Me Kami Hoti Hai”


“दोस्त भी मिलते हैं, पार्टियां भी होती हैं”

तुम्हारे बिना सब कुछ अधूरा है।”


دوست بھی ملتے ہیں محفل بھی جمی رہتی ہے

اک تم نہیں ہوتے تو ہر شے میں کمی ہوتی ہے


“Dushmano Say Piyar Hota Jaye Ga

Dosto Ko Aazmaty Jaiye”


“दुश्मनों से प्यार होगा”

कोशिश करते रहो दोस्तों”


دُشمنوں سے پیار ہوتا جائے گا

دوستوں کو آزماتے جائیے


Friendship Dosti Shayari in Hindi

KS-E7

“Meri Dosti Ka Baagh Chota Sahi Magar

Phool Sary Ghulab Rakhta Hon

Kam Zaror Hain, Magar Jo Dost

Rakhta Hon Lajawab Rakhta Hon”


मेरी दोस्ती का बगीचा छोटा है, लेकिन

मेरे पास फूल और गुलाब हैं

कुछ, बिल्कुल, लेकिन दोस्तों

लगे रहो इसे जारी रखो


میری دوستی کا باغ چھوٹا سہی مگر

پھول سارے گلاب رکھتا ہوں

کم ضرور ہیں، مگر جو دوست

رکھتا ہوں لاجواب رکھتا ہوں


“Dosti Jab Kisi Say Ki Jaye

Dushmano Ki Bhi Raiye Li Jaye”


“किसी से दोस्ती करते समय”

शत्रुओं से भी सलाह लेनी चाहिए।”


دوستی جب کسی سے کی جائے

دُشمنوں کی بھی رائے لی جائے


“Khuda Kary Ye Dosti Itni Gehri Ho

Waqt Tera Aaye Aur Mout Meri Ho”


“ये दोस्ती इतनी गहरी हो

तुम्हारे लिए समय आ गया है और मृत्यु मेरी है।”


خُدا کرے یہ دوستی اتنی گہری ہو

وقت تیرا آئے اور موت میری ہو


“Dosti Panch Lafzon Say Hoti Hai

Daal….Dil Aur Dua Say

Wao….Wada Or Wafa Say

Seen…. Sath Aur Sachai Say

Tay…. Tahafaz Aur Tasali Say

Ye….Yaad Aur Yaqeen Say”


“दोस्ती पांच शब्दों से मिलकर बनी है”

डी … दिल और प्रार्थना के साथ

और … वादे और निष्ठा के साथ

क्यू … साथ और ईमानदारी से

सुरक्षा और सांत्वना के साथ

वाई … स्मृति और दृढ़ विश्वास के साथ।”


دوستی پانچ لفظوں سے ہوتی ہے

د۔۔۔۔دل اور دُعا سے

و۔۔۔۔۔وعدہ اور وفا سے

س۔۔۔۔ساتھ اور سچائی سے

ت۔۔۔۔۔تحفظ اور تسلی سے

ی۔۔۔۔۔یاد اور یقین سے


Thak Gaya Hai Dil-e-Wahshi Mira Faryad Se Bhi

Ji Bahalta Nahi Ai Dost Teri Yaad Se Bhi


थक गया है दिल-ए-वहशी मिरा फ़रियाद से भी

जी बहलता नहीं ऐ दोस्त तिरी याद से भी


تھک گیا ہے دل وحشی مرا فریاد سے بھی

جی بہلتا نہیں اے دوست تری یاد سے بھی


Tum takalluf ko bhi ikhlas samajhte ho ‘faraz’

Dost hota nahin har haath milane vaala


तुम तकल्लुफ़ को भी इख़्लास समझते हो ‘फ़राज़’

दोस्त होता नहीं हर हाथ मिलाने वाला


تم تکلف کو بھی اخلاص سمجھتے ہو فرازؔ

دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ ملانے والا


Agar tumhari ana hi ka hai saval to phir

Chalo main haath badhata huun dosti ke liye


अगर तुम्हारी अना ही का है सवाल तो फिर

चलो मैं हाथ बढ़ाता हूँ दोस्ती के लिए


اگر تمہاری انا ہی کا ہے سوال تو پھر

چلو میں ہاتھ بڑھاتا ہوں دوستی کے لیے


Is se pahle ki be-vafa ho jaaen

Kyuun na ai dost ham juda ho jaaen


इस से पहले कि बे-वफ़ा हो जाएँ

क्यूँ न ऐ दोस्त हम जुदा हो जाएँ


اس سے پہلے کہ بے وفا ہو جائیں

کیوں نہ اے دوست ہم جدا ہو جائیں


Teri baten hi sunane aaye

Dost bhi dil hi dukhane aaye


तेरी बातें ही सुनाने आए

दोस्त भी दिल ही दुखाने आए


تیری باتیں ہی سنانے آئے

دوست بھی دل ہی دکھانے آئے


Dil abhi puri tarah TuuTa nahin

Doston ki mehrbani chahiye


दिल अभी पूरी तरह टूटा नहीं

दोस्तों की मेहरबानी चाहिए


دل ابھی پوری طرح ٹوٹا نہیں

دوستوں کی مہربانی چاہئے


Ai dost mohabbat ke sadme tanha hi uThane padte hain

Rahbar to faqat is raste men do gaam sahara dete hain


ऐ दोस्त मोहब्बत के सदमे तन्हा ही उठाने पड़ते हैं

रहबर तो फ़क़त इस रस्ते में दो गाम सहारा देते हैं


اے دوست محبت کے صدمے تنہا ہی اٹھانے پڑتے ہیں

رہبر تو فقط اس رستے میں دو گام سہارا دیتے ہیں


ghum karb laye ga yeh saal doston

ranjishy barhaye ga yeh naya saal doston


غم کرب لائے گا یہ نیا سال دوستو

زنجشیں بڑھائے گا یہ نیا سال دوستو


Mubarak ho doston naya saal aaya hai

Kab tak jeeyo gy nafraton ke saye mein


مبارک ہو دوستوں نیا سال آیا ہے

کب تک جیوگے نفرتوں کے سائے میں


Teri khushiyon ka sabab yaar koi aur hai na

Dosti mujh se aur pyaar koi aur hai na


تیری خوشیوں کا سبب یار کوئی اور ہے نہ

دوستی مجھ سے ہے اور پیار کوئی اور ہے نہ


Dushmanon Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain

Dekhna Hai Khinchta Hai Mujh Per Phely Teer Kon


दुश्मनों के साथ मेरे दोस्त भी आज़ाद हैं

देखना है खींचता है मुझ पे पहला तीर कौन


دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہیں

دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پہ پہلا تیر کون


Ye Kahan Ki Dosti Hai K Bane Hain Dost Naseh

Koi Charasaz Hota Koi Gham-Gusar Hota


ये कहाँ की दोस्ती है कि बने हैं दोस्त नासेह

कोई चारासाज़ होता कोई ग़म-गुसार होता


یہ کہاں کی دوستی ہے کہ بنے ہیں دوست ناصح

کوئی چارہ ساز ہوتا کوئی غم گسار ہوتا


Dosti Shayari 2 Line in Urdu

Ye Fitna Aadmi Ki Khana-Wirani Ko Kya Kam Hai

Hue Tum Dost Jis Ke Dushman Us Ka Aasman Kyun Ho


ये फ़ित्ना आदमी की ख़ाना-वीरानी को क्या कम है

हुए तुम दोस्त जिस के दुश्मन उस का आसमाँ क्यूँ हो


یہ فتنہ آدمی کی خانہ ویرانی کو کیا کم ہے

ہوئے تم دوست جس کے دشمن اس کا آسماں کیوں ہو


Faida Kya Soch Akhir Tu Bhi Daana Hai ‘Asad’

Dosti Nadan Ki Hai Jee Ka Ziyan Ho Jayega


फ़ाएदा क्या सोच आख़िर तू भी दाना है ‘असद’

दोस्ती नादाँ की है जी का ज़ियाँ हो जाएगा


فائدہ کیا سوچ آخر تو بھی دانا ہے اسدؔ

دوستی ناداں کی ہے جی کا زیاں ہو جائے گا


Dost Gham-khwari Mai Meri Saayi Farmavenge Kya

Zakham Ke Bharte Talak Nakhun Na Barh Javenge Kya


दोस्त ग़म-ख़्वारी में मेरी सई फ़रमावेंगे क्या

ज़ख़्म के भरते तलक नाख़ुन न बढ़ जावेंगे क्या


دوست غم خواری میں میری سعی فرماویں گے کیا

زخم کے بھرتے تلک ناخن نہ بڑھ جاویں گے کیا


Dil Mai Zauq-e-Wasl o Yad-e-Yar Tak Baaqi Nahi

Aag Is Ghar Mai Lagi Aisi Ki Jo Tha Jal Gaya


दिल में ज़ौक़-ए-वस्ल ओ याद-ए-यार तक बाक़ी नहीं

आग इस घर में लगी ऐसी कि जो था जल गया


دل میں ذوق وصل و یاد یار تک باقی نہیں

آگ اس گھر میں لگی ایسی کہ جو تھا جل گیا


Samundar Baha Dene Ka Jigar Toh Rakhte Hain Lekin,

Humein Aashiqi Ki Numaish Ki Aadat Nahi Hai Dost.


समंदर बहा देने का जिगर तो रखते हैं लेकिन​,

​हमें आशिक़ी की नुमाइश की आदत नहीं है दोस्त​।


سمندر بہا دینے کا جگر تو رکھتے ہیں لیکن

ہمیں عاشقی کی نمائش کی عادت نہیں ہے دوست


Dil Se Khayal e Dost Bhulaya Na Jaye Ga,

Seene Mein Dagh Hai Ke Mitaya Na Jaye Ga


دل سے خیالِ دوست بھلایا نہ جائے گا

سینے میں داغ ہے کہ مٹایا نہ جائے گا


Nafraton Ke Teer Khaa Kar, Dosto’n Ke Sheher Mein,

Hum Ne Kis Kis Ko Pukaara, Yeh Kahani Phir Sahee


نفرتوں کے تیر کھا کر، دوستوں کے شہر میں

ہم نے کس کس کو پکارا، یہ کہانی پھر سہی


Maikhane Mein Aaunga Magar Piyunga Nahi Dosto,

Yeh Sharaab Mera Gham Mitane Ki Aukat Nahi Rakhti


Karke Kajal Se Dosti Ek Din,

Main Bhi Utrunga Teri Aankhon Mein


کرکے کاجل سے دوستی اِک دن

میں بھی اُترونگا تیری آنکھوں میں


Mohabbat Andheri Raat Ban Ke Aa Jayegi Ek Din Dost,

Yun Apne Sab Rishton Se Teri Bagawat Achi Nahi


محبت اندھیری رات بن کے آجائیگی اک دن دوست

یوں اپنے سب رشتوں سے تیری بغاوت اچھی نہیں


Chand Tanha Dekhayi Deta Hai,

Kya Sitaron Se Dosti Na Rahi


چاند تنہا دکھائی دیتا ہے

کیا ستاروں سے دوستی نہ رہی


Dosti Aam Hai Lekin Ae Dost,

Dost Milta Hai Bari Mushkil Se


دوستی عام ہے لیکن اے دوست

دوست ملتا ہے بری مشکل سے


Main Apni Dosti Ko Sheher Mein Ruswa Nahi Karta,

Mohabbat Karta Hoon Magar Charcha Nahi Karta


میں اپنی دوستی کو شہرمیں رسوا نہیں کرتا

محبت کرتا ہوں مگرچرچا نہیں کرتا


Dil sy Khyal Dost Bulya Na Jay Ga

Seny Mai Dag Hai Ky Mitya Nahi Jay Ga


دل سے خیال دوست بھلایا نہ جائے گا

سینے میں داغ ہے کہ مٹایا نہ جائے گا


Dum Nahi Kisi Mai Ky Mita Saky Hamari Dosti Ko

Zang Talwaro Ko Lagta Hai Gigri Yaro Ko Nahi


دم نہیں کسی میں کے مٹا سکے ہماری دوستی کو

زنگ تلواروں کو لگتا ہے جگری یاروں کو نہیں


Yu Lagy Dost Tera Mug Sy Khuf Ho Jana

Jis Tarah Phol sy Khasbu Ka Juda Ho Jana


یوں‌ لگے دوست تیرا مجھ سے خفا ہو جانا

جس طر ح پھول سے خوشبو کا جدا ہو جانا


Na Muhabbat Na Dosti Humy Kuch Ras Nahi

Sab Badal Jaty Hai Hamary Dil Mai Jaga Banany Ky Baad


نہ محبت نہ دوستی ہمیں کچھ راس نہیں

سب بدل جاتے ہیں ہمارے دل میں جگہ بنانے کے بعد


Muskalat Ka Pather Tarashny Ky Baad

Jo Heaa Nikalta Hai Wo Kamyabi Hai


مشکلات کا پتھر تراشنے کے بعد

جو ہیرا نکلتا ہے وہ کامیابی ہے


Yaha Qadam Qadam Par Nay  Fankar Milty Hai

Kismat Walo Ko Suchy Yar Milty Hai


یہاں قدم قدم پر نئے فنکار ملتے ہیں

قسمت والوں کو سچے یار ملتے ہیں


Jo Dil Ko Acha Lagta Hai Isi Ko Dost Kahta Hon

Munafiq Ban Ky Rishto Ki Syasat nai Karta Mai


جو دل کو اچھا لگتا ہے اسی کو دوست کہتا ہوں

منافق بن کے رشتوں کی سیاست نہیں کرتا میں


Zinda Rahny Ky Bahany Dondy

Ao Dost Purany Dondy


زندہ رہنے کہ بہانے ڈھونڈے

آئو دوست پُرانے ڈھونڈے


Dost Bayshak Ek Ho Magar

Jo Alfaz sy Zyada Khamoshi Smjy


دوست بیشک ایک ہو مگر ایسا ہوں

جو الفاظ سے ذیادہ خاموشی سمجھے


Muhabbat Or Dosti

Yeh Do Chezy Har Tofan Ka Muqabla Kar Sakti Hai

Magr Ak Chez In Dono Ky Tokry Tokry Kar Sakti Hai

0r Wo Hai Galt Fahmi


محبت اور دوستی

یہ دو چیز یں ہر طوفان کا مقابلہ کر سکتی ہیں

مگر ایک چیز ان دونوں کے ٹکرے ٹکرے کر سکتی ہیں

اور وہ ہے غلط فہمی


Chaly Hai Phr Sy Ek Bar Zindgi Ki Raho Par

Dua Karna Dosto is Bar Koi Be Wafa Na Mily


چلے ہیں پھر سے ایک بار زندگی کی راہوں پر

دعا کرنا دوستو اس بار کوئی بے وفا نہ ملے


Dushmno Ny Jo Dusmni Ki Hai

Dosto Ny Kya Kami ki Hai


دشمنوں نے جو دشمنی کی ہے

دوستوں نے کیا کمی کی ہے


Daway Dosti Ky Mughy Nahi Aty Yar

Ak Jan Hai Jab Dil Chahy Mang Lana


دعوے دوستی کے مجھے نہیں آتے یار

ایک جان ہے جب دل چاہے مانگ لینا


in Barishion sy Dosti Achi Nai Faraz

Kacha Tera Makan hai Kuch To Khyal Kar


ان بارشوں سے دوستی اچھی نہیں فراز

کچا تیرا مکان ہے کچھ تو خیال کر


Sano Fan Ay Sangta Nabawan Da

Saday Yar V Shakar Nasli Hai


Tags: beautiful dosti shayaribest dosti shayariDosti Ki Shayaridosti par shayariDosti Shayaridosti shayari 2 linedosti shayari englishdosti shayari imageDosti Shayari in Hindidosti shayari in urdudosti shayari photoFriendship Dosti ShayariLove Dosti Shayari
Previous Post

Best 8 A. A. Gill Quotes 2022

Next Post

Dosti Shayari In Urdu – Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

Related Posts

Baat Nahi Karne Ki Shayari

Baat Nahi Karne Ki Shayari in Hindi – Urdu & English Shayari

April 17, 2022
Shayari To Impress A Girl

Shayari To Impress A Girl – Most Romantic Love Shayari To Impress a Girl

April 7, 2022
Dosti Shayari – Friendship Dosti Shayari English & Love Dosti Shayari

Dosti Shayari – Friendship Dosti Shayari English & Love Dosti Shayari

April 7, 2022
Dosti Shayari in Hindi – Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

Dosti Shayari in Hindi – Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

April 7, 2022
Dosti Shayari In Urdu – Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

Dosti Shayari In Urdu – Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

April 7, 2022
Best 8 E-40 perfect quotes-Kamal Shayari 2020

Best 8 Famous E-40 perfect quotes 2022

April 16, 2022
Next Post
Dosti Shayari In Urdu – Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

Dosti Shayari In Urdu - Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

Comments 1

  1. Pingback: Dosti Shayari In Urdu - Friendship Dosti Shayari & Love Dosti Shayari

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Top Stories

Baat Nahi Karne Ki Shayari

Baat Nahi Karne Ki Shayari in Hindi – Urdu & English Shayari

April 17, 2022
Shayari To Impress A Girl

Shayari To Impress A Girl – Most Romantic Love Shayari To Impress a Girl

April 7, 2022
Dosti Shayari – Friendship Dosti Shayari English & Love Dosti Shayari

Dosti Shayari – Friendship Dosti Shayari English & Love Dosti Shayari

April 7, 2022
  • Home
  • Love Shayari
  • Hindi Shayari
  • Urdu Shayari
© 2020 Kamal Shayari
No Result
View All Result
  • Aadmi/Insaan Shayari
  • Aankh Shayari
  • Aansoo Shayari
  • Aarzoo Shayari
  • Aawargi Shayari
  • Ada Shayari
  • Afsos Shayari
  • Aina Shayari
  • Alone Shayari
  • Ameeri Shayari
  • Angdaai Shayari
  • Anniversary Shayari
  • Apnapan Shayari
  • Apne Shayari
  • Armaan Shayari
  • Arzoo Justajoo Shayari
  • Ashk Shayari
  • Attitude Shayari
  • Bachpan Shayari
  • Bad relationship
  • Badnaam Shayari
  • Bakwas Shayari
  • Barish Shayari
  • Barsaat Shayari
  • Bengali Shayari
  • Bewafa Shayari
  • Bhai-Chara Shayari
  • Bhool Shayari
  • Birthday Shayari
  • Bollywood Shayari
  • Broken Heart Shayari
  • Chaand Shayari
  • Chahat Shayari
  • Chand Shayari
  • Chand Sitare Shayari
  • Cid Shayari
  • Comedy Shayari
  • Dard Bhari Shayari
  • Dard Shayari
  • Dard Shayari
  • Deedar Shayari
  • Desh Bhakti Shayari
  • Deshbhakti Shayari
  • Dhoka Shayari
  • Dil Shayari
  • Dooriyan Shayari
  • Dost/Dosti Shayari
  • Dosti Shayari
  • Dua Shayari
  • Duniya Shayari
  • Dushmani Shayari
  • Ehsaas Shayari
  • Eid Shayari
  • English Aankhen Shayari
  • English Aansu Shayari
  • English Aitbaar Shayari
  • English Ajnabi Shayari
  • English Poetry Shayari
  • English Shayari
  • Faiz Love Shayari
  • Faiz Sad Shayari
  • Faiz Two Line Shayari
  • Faraz Dard Shayari
  • Faraz Love Shayari
  • Faraz Shayari
  • Faraz Two Line Shayari
  • Faraz Yaad Shayari
  • Farewell Shayari
  • Fariyaad Shayari
  • Fathers Day Shayari
  • Festival Shayari
  • Festivals Shayari
  • Friendship Shayari
  • Funny Shayari
  • Gareebi Shayari
  • Ghalib Dard Shayari
  • Ghalib Sad Shayari
  • Ghalib Two Line Shayari
  • Gham Shayari
  • Ghazal Shayari
  • Gila Shikwa Shayari
  • Good Morning Shayari
  • Good Night Shayari
  • Gujrati Shayari
  • Haal-e-Dil Shayari
  • hansi shayari
  • heart broken shayari
  • Heart Touching Lines
  • Heart Touching Shayari
  • Hindi Poems Poetry
  • Hindi Shayari
  • Hindi-Shayari
  • Hurt Shayari
  • Husn Shayari
  • ilzaam Shayari
  • Insaniyat Shayari
  • Inspirational Shayari
  • Insult Shayari
  • Intezaar Shayari
  • Intizaar Shayari
  • Intzaar Shayari
  • Iqbal Love Shayari
  • Iqbal Sad Shayari
  • Iqbal Two Line Shayari
  • Ishq Shayari
  • Islamic Shayari
  • Izhaar Shayari
  • Jannat Shayari
  • Jealousy Shayari
  • Jubaan Shayari
  • Judaai Shayari
  • Judai Shayari
  • Judaii Shayari
  • Kaash Shayari
  • Kashish Shayari
  • Khafa Shayari
  • Khamoshi Shayari
  • Khayal Shayari
  • Khuda Shayari
  • Khushboo Shayari
  • Khushi Shayari
  • Khuwab Shayari
  • Khwaab Shayari
  • Kiss Shayari
  • Kitab Shayari
  • Lab Shayari
  • Lamha Shayari
  • Loneliness Shayari
  • Love Shayari
  • Maa Shayari
  • Majboori Shayari
  • Masoomiyat Shayari
  • Mausam Shayari
  • Maut Shayari
  • Mehfil Muhabbat Shayari
  • Mir Love Shayari
  • Mir Sad Shayari
  • Mir Two Line Shayari
  • Miscellaneous Shayari
  • Miss u Shayari
  • Missing You Shayari
  • Most Quoted Sher
  • Mothers Day
  • Motivational Shayari
  • Mulaqat Shayari
  • muskaan shayari
  • Muskurahat Shayari
  • Nafrat Shayari
  • Najar Shayari
  • Narazgi Roothna Shayari
  • Narazgi Shayari
  • Naseeb Qismat
  • Naseeb Shayari
  • Nasha Shayari
  • Nazar Shayari
  • Nigahein Shayari
  • Non Veg Shayari
  • Painful Shayari
  • Phool Kaante Shayari
  • Phool Shayari
  • Punjabi Shayari
  • Pyar Shayari
  • Rain Shayari
  • Random Shayari
  • Respect Girl
  • Rishte Shayari
  • Romantic Shayari
  • Ruswayi Shayari
  • Saaki Aur Sharaab Shayari
  • Sachiya glla
  • Sad Shayari
  • Sad Songs
  • Safar Shayari
  • Saqi Shayari
  • Sawaal Shayari
  • Shama-Parwana Shayari
  • Sharaab Shayari
  • Sharab Shayari
  • Shayari On Beauty
  • Shayari On Eyes
  • Shayari On Life
  • Shayari On Zindagi
  • Shubhratri Shayari
  • SMS Shayari
  • Sorry Shayari
  • Tanhaai Shayari
  • Tanhai Shayari
  • Taqdeer Shayari
  • Tareef Shayari
  • Tasweer Shayari
  • Top couplets on New Year
  • Two Line Shayari
  • Urdu Shayari
  • Vaada Shayari
  • Valentine Shayari
  • Visaal Shayari
  • Wafa Shayari
  • Waqt Shayari
  • Welcome Shayari
  • WhatsApp Status
  • Yaad Shayari
  • Yaadein Shayari
  • Zakham Shayari
  • Zindagi or Mout
  • Zindagi Shayari
  • Zulf Shayari